Tuesday, June 30, 2009

Pehli mulakat

Halki si barsaat mein, pehli mulakat mein,
pehli hi baar mein dil ko mere le gayi,
chahat ke ikrar mein anjaana gham de gayi.
aayi jab saamne jaane kyun woh darr gayi,
paagal mujhko kar gayi janeman janeja,
na jaane kya baat hai lage ki din mein raat hai(2)
nayi hai subah to nayio shaam,
ajab haal mera yaar hai...........................!

2 comments:

laxman said...
This comment has been removed by the author.
laxman said...

wah wah wah wah!!!!!!


tu shayar to nahi....
magar aye hasin
jabse dekha ....tune usko.......